Dar E Zindan Pe Koi Masooma Lyrics - Mir Hasan Mir 2025

Let's check out the new noha Dar E Zindan Pe Koi Masooma lyrics written by Shaheed Abbas Arfi and recited by Mir Hasan Mir. It is a new noha of the ye
Fasalli
Dar E Zindan Pe Koi Masooma Lyrics - Mir Hasan Mir 2025
Let's check out the new noha Dar E Zindan Pe Koi Masooma lyrics written by Shaheed Abbas Arfi and recited by Mir Hasan Mir. It is a new noha of the year 2025-26. Da-e-zindan par koi masooma parha karti hai yeh ro kar noha Baba! Baba! Baba! Baba! Baba! Baba! Dar-e-zindan par koi masooma parha karti hai yeh ro kar noha Baba! Baba! Baba! Baba! Baba! Baba! Bohat darr mujh ko yahan lagta hai bohat tanha hoon chalay aao na Baba! Baba! Baba! Baba! Baba! Baba! Dar-e-zindan par koi masooma parha karti hai yeh ro kar noha Khuda ke dekh lo Baba meri haalat nahi pehchaan pao gay meri soorat Khuda ke dekh lo Baba meri haalat nahi pehchaan pao gay meri soorat Seh-e-bachpan mein masaib itnay zaeefa dikhne lagi yeh dukhya Baba! Baba! Baba! Baba! Baba! Baba! Bara dushwar hai is qaid mein jeena bohat yaad aa raha hai aap ka seena Bara dushwar hai is qaid mein jeena bohat yaad aa raha hai aap ka seena Gaye ho jab se nahi soyi mein sukoon se ab tak kabhi ek lamha Baba! Baba! Baba! Baba! Baba! Baba! Dar-e-zindan par koi masooma parha karti hai ye…